Soniye Heeriye | Tribute Rap
Soniye Heeriye | Tribute Rap

Zakir Sudhmahadev, Shael - Soniye Heeriye | Tribute Rap Lyrics

Jun 30, 2021
3
Soniye Heeriye | Tribute Rap Music Video

Soniye Heeriye | Tribute Rap Lyrics

Ye faasle jo badh gaye darmiyan hamare
Ab rabte bhi toot Gaye darmiyan hamare
Aakhri ye lamhe aur koi mere saath
Tune toda aise naata jaise tha hi nahi
Ab aansun hain girte aur rahun tere aasre
Karun intezaar kab kam honge faasle
Idher tera ghar aur udhar mere raaste
Khuda mera gawah hai kab hone apne raabte
Mein mara jaa raha
Zakham karode jaa raha hun
Gum ko Khaya ja raha hun
Khud ko saza de raha hun
Ankhon se paani ab rukta nahi
Zindagi aur mout ka pata hi nahi
Thak chuka hun
Khud se Haar chuka hun
Aake dekh meri Halat
Mein bimaar pada hun
Be shumaar lada hun
Teri yaadon se
Yaadon ke kale Sayon se
Aaj woh toofaan
Jiski tune ki thi baat
Aaj wohi raat
Jiski ho na intehaa
Jiski ho na intehaa
Hont tere khaas the
Til tere gaal pe
Karta rehta pehra aur
Smjhta khud ko khaas
Dood si kalayi
Uspe likha mera naam
Aaj woh hai nobat
Jiska thame na ehsaas
Khaas the woh pal
Jin mein guzri apni shaam
Baton hi baton mein
Guzaar dete raat
Paak tha woh ishq
Aur khaas teri zaat
Aas paas mere
Koi dikhta nahi hai
Kaash tere saath beete
Pal tham jayein
Mein maangu maafi tujhse
Aur tu maaf kar de mujhe
Mein karun hi na galti
Mein rooth jaun khud se
Tune diye mujhe mouqe
Nazar andaaz kare dhoke
Pata chala kho ke
Mujhe door tujhse hoke
Tu thi meri hoor
Tu meri chhaon, tu hi dhoop
Tu sukoon, Tu junoon
Tu wajood, tu fitoor
Ab tere mein garoor hai
Mera kya wajood hai
Mein dekhun tujhe gour se
Na dekhe tu sure hai
Kari tujhe call, tune bola kon hai
Iss tarah bhula diya
Rishte ko hamare
Tune Iss tarah chhupa diya
Khamoshi mein sula diya
Mere dil aur dimag
Khuli ankhon ke kitaab mein
Dikhun na tujhe gaar mein
Mein jal rha hun aag mein
Soya hua hun khaar pe
Mein toh ek Qaidi
Teri yaadon ki tanhai ka
Beet rahe hai saal aur
Mein bacha hua hun saye sa
Chukaya bhi na jayega
Udhar mujhse payi ka
Dikhun ya na dikhun
Ab chalun apne raaste
Haadse hue jo
Unko laana kya hai samne
Ab na tu mere khaab mei
Na tu hai Zubaan
Mein kiya move on
Ab na aana mere saamne
Na aana mere saamne

Ye faasle jo badh gaye darmiyan hamare
Ab rabte bhi toot Gaye darmiyan hamare
Aakhri ye lamhe aur koi mere saath
Tune toda aise naata jaise tha hi nahi
Ab aansun hain girte aur rahun tere aasre
Karun intezaar kab kam honge faasle
Idher tera ghar aur udhar mere raaste
Khuda mera gawah hai kab hone apne raabte
Mein mara jaa raha
Zakham karode jaa raha hun
Gum ko Khaya ja raha hun
Khud ko saza de raha hun
Ankhon se paani ab rukta nahi
Zindagi aur mout ka pata hi nahi
Thak chuka hun
Khud se Haar chuka hun
Aake dekh meri Halat
Mein bimaar pada hun
Be shumaar lada hun
Teri yaadon se
Yaadon ke kale Sayon se
Aaj woh toofaan
Jiski tune ki thi baat
Aaj wohi raat
Jiski ho na intehaa
Jiski ho na intehaa
Hont tere khaas the
Til tere gaal pe
Karta rehta pehra aur
Smjhta khud ko khaas
Dood si kalayi
Uspe likha mera naam
Aaj woh hai nobat
Jiska thame na ehsaas
Khaas the woh pal
Jin mein guzri apni shaam
Baton hi baton mein
Guzaar dete raat
Paak tha woh ishq
Aur khaas teri zaat
Aas paas mere
Koi dikhta nahi hai
Kaash tere saath beete
Pal tham jayein
Mein maangu maafi tujhse
Aur tu maaf kar de mujhe
Mein karun hi na galti
Mein rooth jaun khud se
Tune diye mujhe mouqe
Nazar andaaz kare dhoke
Pata chala kho ke
Mujhe door tujhse hoke
Tu thi meri hoor
Tu meri chhaon, tu hi dhoop
Tu sukoon, Tu junoon
Tu wajood, tu fitoor
Ab tere mein garoor hai
Mera kya wajood hai
Mein dekhun tujhe gour se
Na dekhe tu sure hai
Kari tujhe call, tune bola kon hai
Iss tarah bhula diya
Rishte ko hamare
Tune Iss tarah chhupa diya
Khamoshi mein sula diya
Mere dil aur dimag
Khuli ankhon ke kitaab mein
Dikhun na tujhe gaar mein
Mein jal rha hun aag mein
Soya hua hun khaar pe
Mein toh ek Qaidi
Teri yaadon ki tanhai ka
Beet rahe hai saal aur
Mein bacha hua hun saye sa
Chukaya bhi na jayega
Udhar mujhse payi ka
Dikhun ya na dikhun
Ab chalun apne raaste
Haadse hue jo
Unko laana kya hai samne
Ab na tu mere khaab mei
Na tu hai Zubaan
Mein kiya move on
Ab na aana mere saamne
Na aana mere saamne

Writer(s): Zakir Sudhmahadev
Copyright(s): Lyrics © DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Soniye Heeriye | Tribute Rap

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Soniye Heeriye | Tribute Rap".

Latest Blog Posts
Lyrics Discussions
by SOHN

1

1K
Hot Songs
by SZA

1

293
Recent Blog Posts