MAHI VE
Lyrics
Tujh ko ye kese bataun
Khoya hai maine kya sun
Tujh ko ye kese bataun
Khoya hai maine kya sun
Jo bhi hun tune diya tha
Chheena bhi tune hai sun
Yuhn milna mera tujhse hua
Phir jo bhi hua khud se hi hua
Yun Aasmanon mein
Likhi thi apni dastan ve
Phir kyun saya sa chhaya
Oh jaan re
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Jis makan pe tha qabza
Makaan woh deh gaya
Shab ka tha sapna
Ab shab se sub hogya
Aankh khuli toh
Dekha aag hi aag
Khaak hi khak
Sach suna toh ruki
Sans hi sans
Takiye ki rooyi bikhri hui
Tha ek lifafa
Usmein khat the chupaye
Woh kar raha tha bhar ke
Aag mein izafa
Boond boond Pani
Log rahe dalte
Ke jalta hai toh jal jaye
Peechhe na kuchh bhi bach paye
Ek ghar toh ek ghar
Ye basti hi jal Jaye
Ye hasti hi mit jaye
Ya kashti jo jati hai
Woh kashti hi ulat jaye
Sar mein gehma gehmi
Ke hui hai galat fehmi
Makan nahi hai mera
Shayad agla ghar hai mera
Usse agla ghar hai mera
Ya phir jal rha hai ghar mera
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Ek tu ek mein
Char soo baat hai
Dikhate the logon ko
Ab lagte juda hain
Chaddar ki silwat
Jo tere dukh mere dukh
Jo mera dard tera dard
Ab mujhe takleef
Tujhe na khabar
Mein horaha zayeef
Tujhe na fikar
Ab soona hai maidan
Sookhe hain darakht
Tooti hai woh shaakh
Ras tane ka gya sookh
Yuhn milna mera tujhse hua
Phir Jo bhi hua khud se hi hua
Yun Aasmanon mein
Likhi thi apni dastan ve
Phir kyu saya sa chhaya
Oh jaan re
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Tujh ko ye kese bataun
Khoya hai maine kya sun
Tujh ko ye kese bataun
Khoya hai maine kya sun
Jo bhi hun tune diya tha
Chheena bhi tune hai sun
Yuhn milna mera tujhse hua
Phir jo bhi hua khud se hi hua
Yun Aasmanon mein
Likhi thi apni dastan ve
Phir kyun saya sa chhaya
Oh jaan re
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Jis makan pe tha qabza
Makaan woh deh gaya
Shab ka tha sapna
Ab shab se sub hogya
Aankh khuli toh
Dekha aag hi aag
Khaak hi khak
Sach suna toh ruki
Sans hi sans
Takiye ki rooyi bikhri hui
Tha ek lifafa
Usmein khat the chupaye
Woh kar raha tha bhar ke
Aag mein izafa
Boond boond Pani
Log rahe dalte
Ke jalta hai toh jal jaye
Peechhe na kuchh bhi bach paye
Ek ghar toh ek ghar
Ye basti hi jal Jaye
Ye hasti hi mit jaye
Ya kashti jo jati hai
Woh kashti hi ulat jaye
Sar mein gehma gehmi
Ke hui hai galat fehmi
Makan nahi hai mera
Shayad agla ghar hai mera
Usse agla ghar hai mera
Ya phir jal rha hai ghar mera
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Ek tu ek mein
Char soo baat hai
Dikhate the logon ko
Ab lagte juda hain
Chaddar ki silwat
Jo tere dukh mere dukh
Jo mera dard tera dard
Ab mujhe takleef
Tujhe na khabar
Mein horaha zayeef
Tujhe na fikar
Ab soona hai maidan
Sookhe hain darakht
Tooti hai woh shaakh
Ras tane ka gya sookh
Yuhn milna mera tujhse hua
Phir Jo bhi hua khud se hi hua
Yun Aasmanon mein
Likhi thi apni dastan ve
Phir kyu saya sa chhaya
Oh jaan re
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Mahi ve mahi ve
Writer(s): Zakir Sudhmahadev
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
The Meaning of MAHI VE
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "MAHI VE".