Peer
Peer

Zakir Sudhmahadev - Peer Lyrics

5

Peer Lyrics

Ye gana un peeron keliye
Jinhone sawari itni zidagiyan
Aur banti itni khushiyan
Peer faqeer rishi muni
Kabhi iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Kabhi iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Iss dehleez kabhi uss dehleez
Insaan ni hote khuda ki duji zaat
Ye pul ka karte kaam batate chhupe raaz
Jahan se chahiye khushi
Tumhein chahiye ho araam
Jeena ho sukoon se
Kuchh karna ho junoon se
Jana ho urooj pe
Hona mashhoor ho
Badalna dastoor pehle sochna zaroor
Chada koi fitoor par
Tumhara na kusoor
Inn ki sohbat mein raha karo
Ye chehre ka bhi noor
Iss ghar se uss ghar ye rehte aate jate
Tere ayeinge darwaze
Toh banana na tamashe
Udana na mazak puchhna jo puchh
Jaankaar hote khase
Nazrein na milana
Jo dekho inki ankein
Chita ko dete kandhe
Uthate bhi janaze
Zinda karte bhi hain laashein
Band hoti rahein jo kholte naye raste
Kaam hote seedhe
Taal dete bade hadse
Sohbat mein raha karo
Ye zindagi guzarein
Chaand aur sitaare
Mane inke ishare
Bhatke jo musafir
Lagate hain kinare
Jo nikle inke haath se
Woh duniya ko saware
Puchhna tu peeron se
Imtehaan hota kya
Faqeeri hota kaam kya
Kun faya kun
Woh bolein gar hoja
Woh hojata hai
Door se salaam
Duniya ka vishwaas
Vishwaas duniya ka
Kyun karte nahi tum
Zindagi aur mout se
Pare kyu ho tum
Kyun qafiron ke sath
Deen walon ke paas
Gareebon ke ghar
Ameeron ke sath
Kyun waqt ki fiqar nahi
Kyun nafs ki garaz nahi
Kyun door duniya se
Majboor firqe se
Kyun kare tere hawale
Log khud ki jaan
Anjaan toh tu bilkul
Na jo ho tujhe dhiyan
Firqaparasti ghar ghrasti
Thodi thodi asli thodi thodi nakli
Kyun mazhab ki chabi se
Khulte na woh taale
Jo zang se hote sane
Na khulte darwaze
Firqaparasti ghar ghrasti
Thodi thodi asli thodi thodi nakli
Kyun mazhab ki chabi se
Khulte na woh taale
Jo zang se hote sane
Na khulte darwaze
Kitna hota hai mushkil
Faqeeri Krna ikhtiyar
Intehaa lakeeron mein
Bant te hain peer
Jo ban na ho faqeer
Aoge apni marzi se
Dil ko rkhna ghar pe
Lana ek bhi cheez ni
Peer ki hogi sohbat
Usko dena kabhi rishwat ni
Unnees meel ka faasla
Paani utha ke sar par
Sar se nikla khoon
Keede hue zakham par
Ghada tha jo sar par
Woh mitti ka tha bartan
Peer puchhe kya hua
Kya kroge jaan kr
Peer lagaye paak thook
Zakham hua rukhsat
Shagird hote sache
Hoti khali unki soch
Jo jaan karein qurban
Na hote unpe bojh
Peer hue hain kitne
Kitni ziyaratein bani
Kitno ki zindagi sawari
Kitni rahtein mili
Peer hue hain kitne
Kitni ziyaratein bani
Kitno ki zindagi sawari
Kitni rahtein mili
Jo manoge na batein
Hoga kuchh bhi khaas ni
Par karoge yakeen
Zindagi mein kuchh bigaad ni

Ye gana un peeron keliye
Jinhone sawari itni zidagiyan
Aur banti itni khushiyan
Peer faqeer rishi muni
Kabhi iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Kabhi iss dehleez kabhi uss dehleez
Peer faqeer rishi muni
Iss dehleez kabhi uss dehleez
Insaan ni hote khuda ki duji zaat
Ye pul ka karte kaam batate chhupe raaz
Jahan se chahiye khushi
Tumhein chahiye ho araam
Jeena ho sukoon se
Kuchh karna ho junoon se
Jana ho urooj pe
Hona mashhoor ho
Badalna dastoor pehle sochna zaroor
Chada koi fitoor par
Tumhara na kusoor
Inn ki sohbat mein raha karo
Ye chehre ka bhi noor
Iss ghar se uss ghar ye rehte aate jate
Tere ayeinge darwaze
Toh banana na tamashe
Udana na mazak puchhna jo puchh
Jaankaar hote khase
Nazrein na milana
Jo dekho inki ankein
Chita ko dete kandhe
Uthate bhi janaze
Zinda karte bhi hain laashein
Band hoti rahein jo kholte naye raste
Kaam hote seedhe
Taal dete bade hadse
Sohbat mein raha karo
Ye zindagi guzarein
Chaand aur sitaare
Mane inke ishare
Bhatke jo musafir
Lagate hain kinare
Jo nikle inke haath se
Woh duniya ko saware
Puchhna tu peeron se
Imtehaan hota kya
Faqeeri hota kaam kya
Kun faya kun
Woh bolein gar hoja
Woh hojata hai
Door se salaam
Duniya ka vishwaas
Vishwaas duniya ka
Kyun karte nahi tum
Zindagi aur mout se
Pare kyu ho tum
Kyun qafiron ke sath
Deen walon ke paas
Gareebon ke ghar
Ameeron ke sath
Kyun waqt ki fiqar nahi
Kyun nafs ki garaz nahi
Kyun door duniya se
Majboor firqe se
Kyun kare tere hawale
Log khud ki jaan
Anjaan toh tu bilkul
Na jo ho tujhe dhiyan
Firqaparasti ghar ghrasti
Thodi thodi asli thodi thodi nakli
Kyun mazhab ki chabi se
Khulte na woh taale
Jo zang se hote sane
Na khulte darwaze
Firqaparasti ghar ghrasti
Thodi thodi asli thodi thodi nakli
Kyun mazhab ki chabi se
Khulte na woh taale
Jo zang se hote sane
Na khulte darwaze
Kitna hota hai mushkil
Faqeeri Krna ikhtiyar
Intehaa lakeeron mein
Bant te hain peer
Jo ban na ho faqeer
Aoge apni marzi se
Dil ko rkhna ghar pe
Lana ek bhi cheez ni
Peer ki hogi sohbat
Usko dena kabhi rishwat ni
Unnees meel ka faasla
Paani utha ke sar par
Sar se nikla khoon
Keede hue zakham par
Ghada tha jo sar par
Woh mitti ka tha bartan
Peer puchhe kya hua
Kya kroge jaan kr
Peer lagaye paak thook
Zakham hua rukhsat
Shagird hote sache
Hoti khali unki soch
Jo jaan karein qurban
Na hote unpe bojh
Peer hue hain kitne
Kitni ziyaratein bani
Kitno ki zindagi sawari
Kitni rahtein mili
Peer hue hain kitne
Kitni ziyaratein bani
Kitno ki zindagi sawari
Kitni rahtein mili
Jo manoge na batein
Hoga kuchh bhi khaas ni
Par karoge yakeen
Zindagi mein kuchh bigaad ni

Writer(s): Zakir Sudhmahadev
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Peer

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Peer".

Lyrics Discussions

1

554
Hot Songs

1

219
Recent Blog Posts