Mulaqaat
Lyrics
Dil pe dastak
Tera mera saath nahi, ho gayi nafrat
Bhuji meri aag nahi, kyo di harqat?
Liya tera naam mene, har dum kasrat se
Hoti barkat na, girta sajdo mein, mit'ti hasrat na
Badti tadpan bhi, hoti dhehshat haan kyo?
Kyo k tujhe mene ab kho diya
Yaad firse tujhe kr k aaj ro diya
Kitna qareeb tere par kabhi behka na
Kehti tu tere jaisa yaar dekha na
Mehfooz mere dil mein teri izzat thi
Tera yaar, teri yaad mein peeye ab marijuana
Kash ki talab na thi, ab uski latt lgi
Duniya bhi ghoom gayi, aakhon mein latt lgi
Naa lagey tishnagi, lagey tu ajnabi
Soch band meri jaise, dimaagi nass dabi (Aan)
Khuwaish meri ab teri shaqal na dekhu
Khuwaish meri ab tera kafan na dekhu
Naa ho mulaqaat firse badal na de tu
Khuwaish, meri zindagi dakhal na de tu
Khuwaish meri ab teri shaqal na dekhu
Khuwaish meri ab tera kafan na dekhu
Naa ho mulaqaat firse badal na de tu
Khuwaish, meri zindagi dakhal na de tu
Chor gayi halak mein niwala mera
Dost aaj tak dete hai hawaala tera
Zen hii, hello, baby, jaanu, shona, mona
Kitni bhi koshish kr, ab choonkega nishana tera
Aan
6 saal 6 kadam tere piche
Dil mein hasad tere, nazro mein main hun niche
Behre tere kaan tune, naa suni meri cheekein
Mujhe ab aati hasi, ab nahi aati cheekhein
Gustak, tune yun mazaak kiya
Cheer diya dil mera, ye kaisa azaab diya
Ilzaam diya tune, mujhpe ehsaan kiya
Parwaz pinchrey se, tujhe bhi azaad kiya
Maqbool tere charchey, poorey sheher mein pehra
Dushwaar jeena mera, ab na fasaana gehra
Naa raha khanabadhosh, mazboot thikana mera
Na-beena banke mein rahu, ab na deewana tera (Aan)
Khuwaish meri ab teri shaqal na dekhu
Khuwaish meri ab tera kafan na dekhu
Naa ho mulaqaat firse badal na de tu
Khuwaish, meri zindagi dakhal na de tu
Khuwaish meri ab teri shaqal na dekhu
Khuwaish meri ab tera kafan na dekhu
Naa ho mulaqaat firse badal na de tu
Khuwaish, meri zindagi dakhal na de tu
Writer(s): Mohammad Ansari
Copyright(s): Lyrics © DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
The Meaning of Mulaqaat
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "Mulaqaat".