Qatal (Urdu)

Lazarus - Qatal (Urdu) Lyrics

6

Qatal (Urdu) Lyrics

Meri aan, meri shaan, jaise pahadon ki chattaan
Koi nai rokh sakta mujhey, ladne aa jao meri jaan

Subah, shaam, din, raat, main karun hustle
Mere lafz pure industry ka karein Qatal

Rap kiya jabse main tha pandhra, sola
Puri duniya ko katal kiya jaise Ebola, Corona
Unka rang jaise bhi ho, chahe kala, gora
Main tho unka khoon pee jaon jaise woh ho Coca-Cola
Meri bhookh aisi jaisey maine roza khola
Tabse race jeeti jabse mera ghoda dauda
Chabi ke baghair maine bandh darwaza khola
Deewar ko toda jaise hath main Thor ka hathoda
Josh mere andhar jaise gehrah ho samunder
Ab sabko dhekhana hai banke sikander
Har ek ko banana hai khud apna muqaddar
Ho jao tum aise jaise mast qalandar
Allama Iqbal ki tarah main hun ek zaheen
Meri shayari haseen jaise Hunza ki zameen
Sir ko uthaya maine khud pe kiya yakeen
Ab mera hai mukaam jaise pahaad pe shaheen
Adab se karo har ek badhon ka lehaaz
Subah ka karo apni namaaz sai aaghaaz
Aisi meri parwaas jaise aasman pai jahaaz
Jaise fauji ka mahaas, mere hai ye alfaaz
Meri awaaz mein hai takat
Jaise Nusrat, jaise Rahat
Subsey dhooor karo adawat
Aj kal ki duniya mein ab milti nai sharafat Ab bus karo himakat
Ek din sabko jaana hai Allah ki adalat

Writer(s): Kamran Khan
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid, Songtrust Ave
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Qatal (Urdu)

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Qatal (Urdu)".

Lyrics Discussions
Hot Songs
by SZA

1

271
Recent Blog Posts