Ishq Sufiyana
Ishq Sufiyana

Kamal Khan - Ishq Sufiyana Lyrics

Bollywood
Oct 29, 2011
591
Ishq Sufiyana Music Video

Ishq Sufiyana Lyrics

Rab Ki Qawali Hai Ishq Koi
Dil Ki Diwali Hai Ishq Koi
Mehki Si Pyali Hai Ishq Koi
Subah Ki Laali Hai Ishq Koi
Girta Sa Jharna Hai Ishq Koi
Uthta Sa Kalma Hai Ishq Koi
Saanson Mein Lipta Hai Ishq Koi
Aankhon Mein Dikhta Hai Ishq

Mere Dil Ko Tu Jaan Se Juda Kar De
Yun Bas Tu Mujhko Fanaa Kar De
Mera Hal Tu Meri Chal Tu
Bas Kar Aashiqana

Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana

Rab Ki Qawali Hai Ishq Koi
Dil Ki Diwali Hai Ishq Koi
Mehki Si Pyali Hai Ishq Koi
Subah Ki Laali Hai Ishq

Sochu Tujhe Toh Hai Subah
Sochu Tujhe Toh Shaam Hai

Ho O Manzilon Pe Ab Toh Meri Ek Hi Tera Naam Hai
Tere Aag Me Hi Jalte, Koyle Se Heera Bante
Khwaabon Mein Aagey Chalte Hain Tujhe Batana

Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana

Saath-saath Chalte-chalte Haath Choot Jayenge
Aisi Raahon Mein Milo Naa
Baatein-baatein Karte Karte Rat Kat Jaayegi
Aisi Raton Mein Milo Naa

Kya Hum Hain, Kya Rab Hai
Jahan Tu Hai Wahin Sab Hai
Tere Lab Mile Mere Lab Khile
Ab Dur Kya Hai Jaana

Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana

Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana

Rab Ki Qawali Hai Ishq Koi
Dil Ki Diwali Hai Ishq Koi
Mehki Si Pyali Hai Ishq Koi
Subah Ki Laali Hai Ishq

Mere Dil Ko Tu Jaan Se Juda Kar De
Yun Bas Tu Mujhko Fanaa Kar De
Mera Hal Tu, Meri Chal Tu
Bas Kar Aashiqana

Tere Waaste Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana
Mera Ishq Sufiyana

Writer(s): RAJAT SHEKHAR RAVJIANI, VISHAL DADLANI ARORAA,
Copyright(s): Lyrics © Universal Music Publishing Group
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Ishq Sufiyana

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Ishq Sufiyana".

Lyrics Discussions
by Jackson Dean

1

138

1

77
Hot Songs
by David Kushner

1

397

1

129
Recent Blog Posts