Khalli Karao
Khalli Karao

Hashim Ishaq, Junaid Akram - Khalli Karao Lyrics

Jun 27, 2017
4

Khalli Karao Lyrics

Industry walo ke liye banke aaya hoon azaab
Mujhe dekh ke in logo ka nikal jata hai peshaab
Jala jala ke sabko mai kar dunga rakh
Mujhse puche mai hoon kon mai karachi ka 2pac
Mai saans bhi lu toh logo ko mujhse masla hai
Isi wajah se mere hatho mai aaj asla hai
Har dost mera asteen ka saanp banke dasta hai
Mera zameer meri phuti kismat pe hasta hai
Big h kuch karay toh hashim kiu phasta hai
Kaanto se bhara meri zindagi ka har rasta hai
Kitaaben mehngi magar nasha toh bohot sasta hai
Mere andar aik shaitan chupke basta hai
Ab kia karu mai apne aap ko maardu
Ya phir koshish karke is shaitaan ko mai gaarhdu
Nafrat ki jagah apne logo ko pyaar du
Hamare mulk ke log zinda laash hain
Bhatta kon leta hai bhai ab yeh bhi koi raaz hai
Ghanta apne mulk me awam ki awaaz hai
Jab tak yeh mulk hai nawaz ke hath mai
Kuch toh sachai hai kaptaan ki baat mai
Khair yeh sab chorho kya scene hai raat mai
Saif ki bandi dekhi kya maal hai
Uski umar toh sirf 14 saal hai
Yaar pagal bandi ke peeche fazool mai khwaar hai
Yeh toh in jawan laundo ke haal hain
Fazool ke charche saale sab berozgaar hain
Apne kaam ke ilawa har cheez ka jugaad hai
Jeb mai phuti kaudi nahi magar juwariyo ke sar pe lakho ka udhar hai
Maa baap se ziada inko maili bachiyo se pyaar hai
Jo bhi mange bandi yeh dene ko tayaar hai
Is chay se ziada iski bandi ko apni chaliya se pyaar hai
Phir bhi yeh ranchorline ki asma pe khuwaar hai

Writer(s): Hashim Ishaq
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Khalli Karao

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Khalli Karao".

Lyrics Discussions
Hot Songs
by Hotel Ugly

1

196

5

2K
Recent Blog Posts