Wo Kehti Thi
Lyrics
Wo Kehti Thi lejana ghar mujhe
Wo Kehti thi rehna yahapar bas tu hai jo saath to fir lage na dar mujhe
Wo Kehti Thi
Wo Kehti Thi aasu hi tapke jab tu ho naaraz tujhe kabse
Mai dekhna chahu yu aakh meri tarse na door ho dua meri rab se
Wo kehti thi ab kya rukna keh dena sabhi ko
Hai mujhpar hai chodi ye chavi jo
Kehdena lage koi kami to
Wo kehti thi
Dil se is dil tak ko choolena
Hai tere saaye me sukoon har ek vaada kabool
Bas ye khwaab kabhi toote na
Wo Kethi Thi
Wo Kehti Thi karna is rishte ki dil se hifasat
Sirf tu hi kamjori tu hi meri taaqat
Hu kho chuki khudko in baaho me aakar
Wo Kehti Thi
Dard diya bohot use gairo ne
Jindagi beet gayi andhero me ab use dar sa lage in savero se
Wo Kehti Thi
Apna banake na door ja
Aur mujhse na raha kar yu khafa
Hai khud par hi kaabu nai kyu bata
Mai Kehta Tha, bachpan se aise hi sudhre nai
Chahat sirf aasman choone ki
Filhaal abhi jung meri khud se hi
Wo Sehti Thi
Har waqt ki man marzi meri
Aur palbhar ki hamdardi meri
Thi hasrat bhi, nafrat bhi gehri
Bas aise hi
Choot gaya saath uska ek din
Aur beet gaye saal use dekhe bin
Par ab bhi wo saaf thi wo nek dil
Khair
Ab waise bhi
Khone ko kuch bhi bacha nai
Lage koi apna saga nai
Ab jeene ki mil rahi wajah nai
Wo kehti thi
Dil se is dil tak ko choolena
Hai tere saaye me sukoon har ek vaada kabool bas ye khwaab kabhi toote na

Writer(s): Gauresh Kale
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
The Meaning of Wo Kehti Thi
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "Wo Kehti Thi".