Dekha Hai Aise Bhi
Lyrics
Ghar ko main nikla, tanha akela
Saath mere kaun hain yaar hai mera
Jo bhi karna tha, kar aa gaya main
Pyaar ko hi maanke chalte jaana
Dekha hai aise bhi, kisi ko aise hi
Apne bhi dil mein basaye hue kuch irade hain
Dil ke kisi kone bhi kuchh aise hi waade hain
Inko liye jab hum chale nazare bhi humse mile.
Oh
Dekha hai aise hi, kisi ko aise hi
Hanste hansaate yun sab ko manaate hum jaayenge
Barson ki doori ko milake hum saath mitayenge
Pyaar rahe unke liye jo dhoonde woh unko mile
Oh
Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai
Chahton ke daayre main itna faraz hai
Koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai
Arzoo bhi arz hai padhte jaana
Dekha hai aise bhi, kisi ko aise hi
Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain
Reh jaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain
Inke liye ab tak chale, hazaron mein hum bhi mile
Oh
Dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi
Writer(s): AJAY SINGHA, LUCKY ALI, PRASHANT TAMANG, SYED ASLAM
Copyright(s): Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
The Meaning of Dekha Hai Aise Bhi
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "Dekha Hai Aise Bhi".