Bhool Gaya
Bhool Gaya

Karun, Kuns - Bhool Gaya Lyrics

2

Bhool Gaya Lyrics

Kehena chahata hoon mei sab tujhse bheka hoon mei
Kehena chahta hoon mei sach ki mei aisa hoon mei
Ye kaisa tera pyaar nafrat ka jwaala hoon mei
Jo teri aankhon ke hai paar voh ujaala hoon mei

Sameta khud ko apne aap hi hamesha mene
Haan mei tha duniya ke khilaaf hi shuru se phele
Ab kaha pe tera ye bhagwaan hai jisko tu pooje
Insaano ke hain dil kharaab, toote toh roothe
Mujhmei ubal rha tha, chehere pe bhi dikhta hoga
Andar se rota tha mei annkhon mei toh dikhta hoga
Tujhe na padh paya mei aakhir mei hai galti meri
Haasil na kar paya mei aisi hai ye manzil meri
Voh saare sapne mene aankhon mei piro diyeeee
Sunno na
Voh saare sapne mene gaanon mei piro diyeeee
Sunno na
Voh saare sapne mene aankhon mei piro diyeeee
Sunno na
Voh saare sapne mene gaanon mei piro diyeeee
Sunno na

Haan mujhse door rhena door rhena door rhena
Haan mujhse door rhena door rhena door
Haan mujhse door rhena door rhena door rhena
Haan mujhse door rhena door rhena door

Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka

Aadatein kharab meri
Ghar aane mein hui hai deri
Han aadatein kharab meri
Bachpan se hi maano latt yuh teri hai lagi

Dekhe kharche bahot hai
Tere charche bahot hai
Kohli ruk bhi na paata
Mere nakhre bahot hai

Tere baare mein jo suna maine saara kuch sach hai
Tere baare mein jo likha maine saara kuch sach hai

Likh likh bola maine kuch bhi na tola maine
Teri takleefo ko bhi dil se sanjona maine
Teri tarkeebo ka hi asli khilauna hai ye
Teri tasveero mein main sapna suhana hai ye

Nafrato se aage badna chahta
Manzilo se baatein karna chahta
Hichkichata ladkhadata mann ye
Ulfato se aanhein bharna chahta

Ghar pe kamau na main
Gaane banau han main
Paise kamau na main
Paise bachau kya main
Umr na ghat ti ye
Kaatein na rukte ye
Jaldi hai mujhko kyu
Mauke na thamte ye

Mere mann mein ye race hai
Kalam ye tez hai
Dil pe ye thes hai
Karun tu fail hai
Gaane anek hain
Firbhi tu ek hai
Phislu main raet pe
Vaade sanket hai

Kho hi jaata hai tu khud mein aksar
So hi jaata hai tu uthja bas kar

Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka
Bhool gaya mei
Rasta ghar ka

Writer(s): Karun Kohli, Raghav Mittal
Copyright(s): Lyrics © DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Bhool Gaya

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Bhool Gaya".

Lyrics Discussions

1

10
Hot Songs

2

2K
Recent Blog Posts