Aakhri Saas
Aakhri Saas

GAUSH - Aakhri Saas Lyrics

Sep 10, 2021
4
Aakhri Saas Music Video

Aakhri Saas Lyrics

Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke
Chahu tab door they par saath sab aakhri pal me
Mutabik inke beemaari ye kaat khaane abhi se
Waakif hoon khud se hai daastan ye ajeeb
Chahe pohoch kahi tak bhi
Rahu aasmaan ke neeche
Baat ye tabhi ki jab aati saas nai theekh se
They baaki logo se hum alag kamakal mujhe samjhe sab
Rakh sabar
Har taraf mila sab galat
Kashmakash
Khaye kasme sach
Sab ke sab mere marte waqt
Tha Dus ka jub waakif hua is cheej se
Maa ki dua ye kayam par shayad mere naseeb me nai Aam si jindagi
Aur kitne baaki din abhi
Hai meri saas pe ginti
Hai sirf khuda se vinnati
Sun le aawaj firbhi khidki dil ki band they darwaaje
Man beparwa ye dar bas karma se
Rab ke har baar mai chooliye charan
Jaise surya grahan aake jale ye ubharta dekh
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam syaahi ye
Bhari aasu se khoon ke
Kahu aakhri ye saas leke
Shayad iske baad meri laash dekhe
Ghooro maut ko akho me aakh deke
Mere saath khada koi ni raaste me
Ho nai safal in ne Kho di Khabar meri Khodi Kabar in ne mere saath rehke
Narak diya in ne mujhe jeete ji ab aagaye chitta pe meri ye aag dene
Maine geeta pe kehni ye haath deke
Na mere khwaab me koi saath dete
Kahape they aap jab kaapte they
Haath mere Raat me jaag ke mai
Aakh ye laal, jasbaat se
Utaare ye raaz kitaab pe mai
Aaj ye aawaj dabake ek
Aakhri saas se shraap lage
Tha mai das ka jub waakif na tha is cheej se
Tumhari aukaat ke bahar bataye tumko kareeb ke
Zahir se baat hai kayar ye Mahir sirf baate kheechne
Gawah hai khuda ye cheej se
Dukhaaye dikhaake neech ye
Kaash mai nai sochta
Bolte kya aake
Log ye chaar
Aur hai yaad ab arso se
Har mod pe aa mile
Dhokebaaz
Ab hoke shaant
Rok ke saas apne jode haath
Maangi khuda se maafi
Hoon saaf dil sab bole khoke jaan
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke

Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke
Chahu tab door they par saath sab aakhri pal me
Mutabik inke beemaari ye kaat khaane abhi se
Waakif hoon khud se hai daastan ye ajeeb
Chahe pohoch kahi tak bhi
Rahu aasmaan ke neeche
Baat ye tabhi ki jab aati saas nai theekh se
They baaki logo se hum alag kamakal mujhe samjhe sab
Rakh sabar
Har taraf mila sab galat
Kashmakash
Khaye kasme sach
Sab ke sab mere marte waqt
Tha Dus ka jub waakif hua is cheej se
Maa ki dua ye kayam par shayad mere naseeb me nai Aam si jindagi
Aur kitne baaki din abhi
Hai meri saas pe ginti
Hai sirf khuda se vinnati
Sun le aawaj firbhi khidki dil ki band they darwaaje
Man beparwa ye dar bas karma se
Rab ke har baar mai chooliye charan
Jaise surya grahan aake jale ye ubharta dekh
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam syaahi ye
Bhari aasu se khoon ke
Kahu aakhri ye saas leke
Shayad iske baad meri laash dekhe
Ghooro maut ko akho me aakh deke
Mere saath khada koi ni raaste me
Ho nai safal in ne Kho di Khabar meri Khodi Kabar in ne mere saath rehke
Narak diya in ne mujhe jeete ji ab aagaye chitta pe meri ye aag dene
Maine geeta pe kehni ye haath deke
Na mere khwaab me koi saath dete
Kahape they aap jab kaapte they
Haath mere Raat me jaag ke mai
Aakh ye laal, jasbaat se
Utaare ye raaz kitaab pe mai
Aaj ye aawaj dabake ek
Aakhri saas se shraap lage
Tha mai das ka jub waakif na tha is cheej se
Tumhari aukaat ke bahar bataye tumko kareeb ke
Zahir se baat hai kayar ye Mahir sirf baate kheechne
Gawah hai khuda ye cheej se
Dukhaaye dikhaake neech ye
Kaash mai nai sochta
Bolte kya aake
Log ye chaar
Aur hai yaad ab arso se
Har mod pe aa mile
Dhokebaaz
Ab hoke shaant
Rok ke saas apne jode haath
Maangi khuda se maafi
Hoon saaf dil sab bole khoke jaan
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke
Dard meri rooh me
Kyu aksar har jagah dhundhe hum
Moksh jab maut hue haavi
Na dar na khauf na jarabhi
Hoon iske baad mai shoonya
Hai iltija rahu mehfooz mai
Hai kaatil ye kalam
Syaahi ye bhari aasu se khoon ke

Writer(s): Gauresh Kale
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Attach an image to this thought

Drag image here or click to upload image

The Meaning of Aakhri Saas

Be the first!

Post your thoughts on the meaning of "Aakhri Saas".

Lyrics Discussions
Hot Songs
Recent Blog Posts