Chhodo Bhi Yeh
Lyrics
Yeh saare
Tere shikve
Yeh saari
Teri naadiniyaan
Saare nagme
Saari baatein
Kyu jee raha hai tu
Bezubaan
Yun jo tu chup hai
Oh yun bandhe hue sapne
Akele jo kati, woh raatein
Haskar unhe
Bhula bhi de
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Zindagi milegi na fir kabhi
Har lamhe ko tu jee
Chaahein jo ho
Kyu yeh duniyaan teri
Ruthi ruthi si hai
In taaron ki tarah
Tuti tuti si hai
Haan ab zikr hua hai jo
Toh yeh baat jaanlo
Hain duniya, zaalim
Kahaan maanlo
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Yeh kaayanat naa jaane
Ikhtiyaar teri
Tera jahaan hai
Hayaat hai teri
Yeh kaayanat naa jaane
Ikhtiyaar teri
Tera jahaan hai
Hayaat hai teri
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Woah Woah
Woah Woah
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Chodo bhi yeh
Jaane bhi do
Gum mein kyu ho
Muskura bhi do
Writer(s): Aniruddha Deshpande, Ankit Gangwani, Haradhruchitrajit Gogai, Mohit Budhwani, Nilesh Dalwani, Yash Rajput
Copyright(s): Lyrics © O/B/O DistroKid
Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
The Meaning of Chhodo Bhi Yeh
Be the first!
Post your thoughts on the meaning of "Chhodo Bhi Yeh".